youtube se paise kaise kamay puri jankari hindi me

youtube se paise kaise kamay-puri jankari hindi me
youtube

Dosto youtube par aapne videos to to dekehe hi honge lekin iske jariye paise bhi kamay ja sakte hai ye aapke youtube video ke views par nirbhar karega ki aapke video par jo ads show ho rahi hai un par kitne logo ne click kiya hai uske hisab se aapko paisa milega iske jareye aap unlimited paisa kama sakte hai youtube google adsense ke jareye paise deta hai vaise aap bina adsense ke bhi paisa kama sakte hai iske kai tareeke hai jaise aap product sell kar sakte hai affiliate marketing kar sakte hai paid videos bana sakte hai.

#1 Youtube par channel kaise banay [how to create youtube channel]

Iske liye aapke pass gmail id hona zaroori hai iske bina aap youtube par channel nahi bna sakte hai to chaiye suru karte hai sabse pehle aap youtube .com par jakar gmail id se signup karna padta hai or bus aap apne channel ka name chun sakte hai banner laga sakte hai or videos upload kar sakte hai.

#2 videos kaise upload kare [how to upload voide on youtube]

Videos upload karne ke liye aapko sabse uper right hand side par upload video click karna hoga fir aapke apke samne ek popup window khulegi  jisse  aap apne video ko select kare or upload video par click kar upload kare .

#3 title, description or tags kya hai [what is title, tag and description] 

Jaise hi aap upload par click karege to aapko title, description or tags fill karne  honge ye ek jaroori prosses hai inse hi aapki videos ki ranking increase[kaise kare] hogi or aapki video search me aayegi  to aap nhe ache se fill kare title aisa rakhe jise og jyada search kare aap kisi bhi keyword searching site jaise keywordspy, keyword tool, google keyword se asani se maloom kar sakte hai. Tags long tail keyword hi rakhe jnhe lg asani se search karte ho in tags se hi aapki video ki rank badhegi t tags sabhalkar dale nahi to apki video ki seasrch location badal sakte hai description isme aapko video ke bare mel ikhna hai ki video kis bare me hai or video me kya kya dikhaya gya hai iski jankari deni padi hai ise bhi apki video ki rank or searching  increase hoti hai.

#4 tags ki ranking kaise pata kare [how to check tags ranking]

Tubebuddy software se aap free me apne dale gaye tags ki ranking ke bare me pata kar sakte hai aapko ye software tags ki ranking batayega aapko chrome me ye software add karna hogo or apne youtube channel se link karna hoga.

5# google adsense se kaise connect kare [how to connect google adsense]

Youtube ne apne niyamo me badlab kiya hai or ab ve hi channel google adsense se connect ho payege jin ke channel par total views 10000 ya usse jyada ho tabhi  aap channel connect  kar sakte hai or apne channel par ads dikha sakte hai or yadi aap adsense se connect ho gye hai to aapki earning google adsense me jabtak 100$ nahi ho jati tab tak aapke bank account me transfer nahi hoge .

#6 warnings kya hai [what is warinings]

1 Kabhi bhi apni videos par di gayi ads par click nahi kare.

2 Kisi or ki vides ko upload na kare.

3 Kisi music, movie, video,ko upoad nahi kare.

4 Kisi bhi prakar ki porn video upload nahi kare.

5 Kisi dharm ke bare me ulta- seedha  na likhe.

6 Kisi ki private pictures or videos ko upload na kare.


NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner