How to take a screenshot on pc without any software in hindi language



How to take a screenshot on pc without any software in hindi language - Aaj ke samay me sabhi logo ko computer chalana ata hai lekin kabh kabhi hame apne pc ki screen me di gayi jankari ko save karna hota hai to hum screenshot ka use karte hai iske liye aap onlne jakar software install karte hai or screen shot lete hai lekin hum sabhi yeh nahi jante hai ki pc me pehle se hi screenshot lene ke liye  software ya kahe tool mojood hota hai jiske bare me hame jankari nahi ho pati hai or hum uska use nahi kar pate hai aaj mai jis to ke bare me batane ja raha hu is tool ka name hai snipping tool aapko ise hi use karna hai .

aap ye video bhi dekh sakte hai

#1 step

Aap first me window key+r press kare to run window open ho jayegi.

#2 step

Second aap box me snippingtool type kare or enter press kare .
Congratulation, aapka tool open ho gya hai ab bus aapko new par click karna hai or mouse ke cursor ko drag karke pc ki screen ko select karna hai hai  ab aapke pc ka screenshot snippingtool  se le liya gya hai aap ise save kar sakte hai or ha is tool me kai  sare tools bhi hai jinka aap use kar sakte hai.

Aasa karta hu ki mere dwara di gayi jankari aapko acchi lagi hogi or adhick jankari ke liye hamara bog padhte rahe.

Thank you
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner