paypal par account kaise banaye

     
paypal

Aaj ke is blog me hum aapko paypal ke bare me batane jar he hai ki paypal kya hai or ise kainse use karte hai to neeche di gayi jankari ko dhyaan se padhe or yaad rakhe.

Paypal kya hai-

Dosto jab hame international matlab ek country se dosri country tak paisa ko transfer karna hota hai to hame is account ki jaroorat padti hai yeh online wallet hai jaise paytm hai theek usi prakar se aap iska use kar sakte hai .

Registrationkaise kare-

Registration ke liye aapko gmail id ki jaroorat padegi app gmail id se signup kare or usme aapka name address , area pin code , country ,mobile number or password set karna hoga or yad rakhe is account me apna pancard number jaroor dalna hai nah into aapke paise transfer nahi honge

Paise bankaccount me transfer kaise kare-

 jab tak paypa me 5$ ya use jyada na ho aap paisa transfer nahi kar sakte hai transfer karne ke liye aapko apna bank account ki detail isme dalni padegi vaise paypal har 15 din me paypal ke paise automatic aapke account transfer kar deta hai. Yadi aap khud transfer karna karna chahte hai to kar sakte hai yeh mamui si fee katkar aapko aapka paisa de deta hai.

Paypal kaaccount number kya hai-

Dosto paypal ka account number nahi hota hai ise gmail id ki jarorat hoti hai jab bhi aapko kisi site par paypal account ke bare me poocha jata hai to wha par aapko gmai id fill karni hati hai. Gmai id ke jariye hi aapko paise milenge.

Warningskya hai  –

A kisi or ka pancard use na kare khud ka pancard use kare.
B Aapki  income illegal nahi hona chahiye.
C Kisi ko apna paypal ka password na batay.


NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner