blog se paise kaise kamaye

blog se paise kaise kamaye
blog

blog se paise kamane ki  information hindi me Dosto aap sabhi ( students , house wife) koi bhi  roj 1 ghanta lagakar ghar baithe bloging ke jareye asani se 2000/- se 15000/- tak monthly kama sakte hai ye aapki phuch par nirbhar karta hai aapke viewer jitne jyada increase hoge aapkee earning utnee increase hogee vaise to blog se aap unlimited paisa kama sakte hai iske bhut sare tareeke hai inme se kuch pramukh hai  google adsense , affiliate marketing, product selling  hai aap inkee madad se asani se acchey khase paise kama sakte hai.

#1 registration kaise kare [how to register]

Registration ke liye aapke pass gmail id hona jarori hai iske bina aap blog nahi bana sakte hai to sabse phele aap blogger.com par jaye or signup par click karke signup kare .

#2 bolg title or url kya hai or kaise select kare [what is title and url]

Blog ke liye aapko apna title likhna ki aapka blog kis bare me hai or url se hi aapka blog search kiya jayega apko apna url name sabse alag rakhna hoga yadi vo name pehle se kisi or ne rakha hogo to vo aapko nahi miega or url name aisa rakhe jise log asani se search kar sake or yad rakh sake.

#3 earning kaise hogi [how to earn money]

Iske liye aapko apne blog ko google adsense se connect karna hoga jab aapka adsense account connect ho jayega to aap googe adsense se ads ke code ko blog me past karke ads lga sakte hai aapki earning aapke viewers par depend karegi ki kitne viewers aapki ads ko dekhkar us par click karte hai.

#4 google adsense kya hai [what is  google adsense]

Google adsense [detail me jaane]ke dwara google hamey ads deti hai jise hum blog par lagate hai .Adsense ko blog se connect karne ke liye aapka blog kam se kam 6 mahine purana hona chahiye or us par 500 se 1000 views rojana hone chahiye jab aapke views aane lage fir aap adsense ke liye apply kar sakte hai fir aapka blog adsense ke dwara check kiya jayega or approve kiya jayega or yadi 1000 views daily hone ke baad bhi approve nahi hota hai to aap apne blog ko check kare ki usme koi copyright content  to nahi use kiya hai yadi aapne use kiya hai to usey delete kare or lagbhag 1 week ke baad fir se apply kare approve hone ke baad aad har page par maximum 3 ads hi laga sakte hai .

#5 paisa kaise milega [how to receive payment]

100$ hone par Aapki jo  payment hogi vo adsense ke jariye aapke bank account me transfer ho jayegi  
Or aap bank se paise nikal sakte hai .

#6 Warnings [savdhaniya]

#A Blog me copyright content jaise photo, video, kisi or blog ka copy kiya gya content, movies, songs, nahi ga sakte hai nahi to aapka bog ban ho jayega.
#B blog me 1 page par maximum 3 ads hi lagay isse jyada na lagay.

#C blog me lagai gayi ads par kabhi bhi khud click nahi kare .

#D blog me porn videos , images (photo bechkar paisa kamay)ka use nahi kare , bhadkaw ya kisi bhi dharm vises par tippri nahi kare nahi to aapka blog ban ho sakta hai or aap par uchit karvai ho sakti hai.


Asa karta hu ki mere dwara di gayi jankari aapko acchhi lagi hogi or adhick jankari ke liye hamara blog padhte rahe dhanyabad.
blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye,blog se paise kamaye
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner