Shorte.st se url ko shorte kaise kare or paise kaise kamaye hindi me jankari

Shorte.st


#1 shorte.st se url ko shorte kare or paise kaise kamaye hindi me jankari


Aap shorte.st se url ko shorte karke bhi paisa kama sakte hai iske liye aapko gmai id se shorte.st par registration karna padega or kishi bhi url ko aap apne account me past kare or new url generate kare or  dosto ,family members, blog, youtube description, facebook, whatsapp par share kare or jab bhi aapki url ko koi bhi open karega to aapko uske paise milenge iske liye aapke pass paypal account hona  chahiye ye paytm jaisa hi hai aap onilne 5 minute me ise bna sakte hai.

#2 Registration kaise kare

Sabse pehe aapko apni gmai id  se shorte.st me signup karna hoga iske liye aapko apna name ,city name or password set karna hoga  ye sab karne ke baad aapko apka shorte.st account mil jayega .

 #3 short url  kaise banaye

 shorte.st me Jis url se aap paise kamaoge usey banabe ke liye aapko kisi bhi url jo aap dosto ko share karna chahte ho ko copy karke apne account me sabse uper diye gaye box me past karna hai or link generate karna hai jab new url generate ho  jayegi tab aapko use copy karke apne dosto ko share karna hai or shorte.st se paisa kamana hai

#4 earning kaise hogi

Jab bhi aapki shorte.st ki url ko koi bhi click karega to usko 5 second ka ad dikhai padega fir uske baad jis cheej ka url tha us jagah divert ho jayega or is tarah aapki earning hogi Or aapko sabhi click or paise ki jankari mil jayegi .

#5 payment receive kaise kare

Aasa karta hu ki aapko hamari #Shorte.st se url ko shorte kaise kare or paise kaise kamaye hindi me jankari# ki post me di gayi jankari acchi lagi hogi hum aapko online paise kaise kamaye hindi me jankari denge or adhick jankari ke liye hamare blog infokaaddda ko padhte rahe.

thank you


NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner